AAJ PHIR LYRICS

AAJ PHIR

AAJ PHIR Arijit Singh, Samira Koppikar

Aaj phir tumpe pyar aaya hai
Aaj phir tumpe pyar aaya hai
Behad aur beshumar aaya hai (x2)

Toote toh toote teri baahon mein aise
Jaise shaakhon se patte be-haya
Bikhre tujhi se aur simte tujhi mein
Tu hi mera sab le gaya
Na fiqar, na sharam, na lihaaj, ek baar aaya

Phir zarre zarre mein deedar aaya hai
Phir zarre zarre mein deedar aaya hai

Aaj phir tum pe pyar aaya hai
Aaj phir tum pe pyar aaya hai
Behad aur beshumaar aaya hai (x2)

Tu hi meri awaaragi
Tu hi duaa har shaam ki
Tu khamakha, tu laazmi
Tu hi razaa, tu hi kami
Aur tu hi wo, firaaq hai jisko
Hai silsilon ne mere pass laaya

Hothon pe tere izhaar aaya hai
Hothon pe tere izhaar aaya hai
Behad aur beshumar aaya hai

Aaj phir tum pe pyar aaya hai
Aaj phir tum pe pyar aaya hai
Behad aur beshumaar aaya hai (x2)

"AAJ PHIR " Song Info

"AAJ PHIR LYRICS" Video
Latest Song Lyrics
Share on facebook
Facebook
Share on twitter
Twitter
Share on linkedin
LinkedIn
Share on whatsapp
WhatsApp
Share on telegram
Telegram
Share on pinterest
Pinterest