AUR TANHA LYRICS

AUR TANHA

AUR TANHA KK

Ooo…

Tu hi toh hai
Tu hi toh hai
Har pal hi teri baaton mein guzarta

Itna kyun mere saath aayi tu
Tu naa jaane
Tu naa jaane
Har pal mein tu hai main hoon yaa hai rastaa
Itna kyun mujhko door laayi tu

Na main waada karta hoon
Na main bhoola karta
Tu hai toh sab raston pe
Main kya dhoondha karta
Yun tera hona bhi aur tanha karta

Oo…

Tu hi toh hai
Tu hi toh hai
Jo hanste hanste aankhein bhar sakti hai
Ab itni toh pehchaan ho gayi
Nahi hai toh nahi hai tu

Ab chhoda hai toh sach mein chhod de mujhko
Kyun har pal ki mehmaan ho gayi
Main yun tanha jeeta hoon
Jaise koi marta

Yeh bhi koi hona hai
Jo hai aankhein bharta
Yun tera hona bhi aur tanha kartaa

Aur tanha karta…
Aur tanha karta…

Share on facebook
Facebook
Share on twitter
Twitter
Share on linkedin
LinkedIn
Share on whatsapp
WhatsApp
Share on telegram
Telegram
Share on pinterest
Pinterest