DEKH LENA LYRICS

Dekh Lena

Dekh Lena Arijit Singh, Tulsi Kumar

Main baarish ho jaaunga
Tum baadal ho jaaogi
Dekh lena.. dekh lena..

Itna tumko chaahunga
Tum paagal ho jaaogi
Dekh lena.. dekh lena..

Kehta hai sunn, yeh dhoop kinara
Tera hua, main saara ka saara
Dekh lena, tere honthon pe hamesha
Main hansta hi rahunga dekh lena..

Dekh lena.. bheegi jo teri aankhen
Aankhon se main bahunga dekh lena..

Hmm.. Dil toh hai har seene mein
Hai pyaar lekin mujhme
Sabse zyada dekh lena

Mmm.. apni lakeeron mein
Main likh lungi khud hi tumko
Hai mera vaada dekh lena

Kehta hai sunn, yeh dhoop kinara
Tera hua, main saara ka saara
Dekh lena tere honthon pe hamesha
Main hansta hi rahunga dekh lena…

Dekh lena.. bheegi jo teri aankhen
Aankhon se main bahunga dekh lena..

Barso na bhuloge tum
Aisi kahaani tumse
Keh jaayenge hum dekh lena

Hmm.. aisa bhi hoga ik din
Dil ki jagah seene mein
Reh jaayenge hum dekh lena…

Kehta hai sunn, yeh dhoop kinara
Tera hua, main saara ka saara
Dekh lena tere honthon pe hamesha
Main hansta hi rahunga dekh lena…

Dekh lena.. bheegi jo teri aankhen
Aankhon se main bahunga dekh lena..

Share on facebook
Facebook
Share on twitter
Twitter
Share on linkedin
LinkedIn
Share on whatsapp
WhatsApp
Share on telegram
Telegram
Share on pinterest
Pinterest