DIL UDD JAA RE LYRICS

DIL UDD JAA RE LYRICS

Lamha yun dukhta kyun
Kyun main sau dafa
Khud se hun khafa

Kaise puchhun, nikla kyun
Itna bewafa
Khud se hun khafa

Khwahishein to karte hain
Zindagi se darte hain
Doobte ubarte hain

Toote jo taare
Roothe hain saare
Dil tu udd ja re
Rasta dikhla re

Armaan yeh, gumsum se
Chahein yeh kya
Mujhko kya pata

Inmein jo sapne thhe
Kyun woh laapata
Mujhko kya pata

Khwahishein to karte hain
Zindagi se darte hain
Doobte ubarte hain

Toote jo taare
Roothe hain saare
Dil tu udd ja re
Rasta dikhla re

Share on facebook
Facebook
Share on twitter
Twitter
Share on linkedin
LinkedIn
Share on whatsapp
WhatsApp
Share on telegram
Telegram
Share on pinterest
Pinterest