Ek arsa hua tumse bichhde hue
Ek lamha tumhein bhool paya nahi
Mere dil pe nishaan tere pairon ke hai
Tere baad koyi dil mein aaya nahi
Tere bin main akela, oh humnava
Tere bin main akela, oh humnawa
Tere bin main akela, oh humnawa
Tere bin main akela, oh humnawa
Sirhaane pe rakhke yaadon ko teri
Chhupkar zamane se roya
Bheegi palkon se puchho toh aake kabhi
Ktini raaton se main toh na soya
Tere bin main akela, oh humnava
Tere bin main akela, oh humnawa
Tere bin main akela, oh humnava
Tere bin main akela, oh humnawa
Dil ki dehleez pe laut aa ek dafa
Apni chahat mere naam karde
Main bikhar jaunga teri aagosh mein
Sirf itna sa ehsaan karde
Tere bin main akela, oh humnava
Tere bin main akela, oh humnawa
Tere bin main akela, oh humnava
Tere bin main akela, oh humnawa