KHUSHI JAB BHI TERI LYRICS

Khushi Jab Bhi Teri

Khushi Jab Bhi Teri Jubin Nautiyal

Saari galiyan teri jagmaga doonga main
Har subah teri khud ko bana doonga main

Saari galiyan teri jagmaga doonga main
Har subah teri khud ko bana doonga main
Tu chalegi jo ghar se nikal ke kahin
To raste mein khud ko bichha doonga main

Khuda jaane mujhme tu kya dekhti hai
Main tujhme khuda ka karam dekhta hoon

Khushi jab bhi teri
Ho khushi jab bhi teri main kam dekhta hoon
Khushi jab bhi teri main kam dekhta hoon
To phir main kahan apne gamm dekhta hoon

Khushi jab bhi teri main kam dekhta hoon
To phir main kahan apne gam dekhta hoon

Kayi roz tak paani peeta nahi phir
Haan kayi roz tak paani peeta nahi phir
Main jab teri aankhon ko namm dekhta hoon
Khushi jab bhi teri

Ho tu dekhe na dekhe humein gam nahi
Magar tujhko dekhe bina hum nahi

Tu dekhe na dekhe humein gam nahi
Magar tujhko dekhe bina hum nahi
Khayalon mein har pal hi rehta hai tu
Yeh rehne ko zinda humein kam nahi

Tere saath ke ek lamhe mein bhi main
Tere saath ke sau janam dekhta hoon
Khushi jab bhi

Tujhko kiya yaad duniya bhulai hai
Seene mein aisi lagan ik lagai hai
Teri tanhayi meri jaan pe ban aayi hai
Milne ki maagun dua, milne ki maagun dua

Nazar bhar ke jab dekhta hoon tujhe main
Toh zakhmon pe dil ke marham dekhta hoon

Khushi jab bhi teri main kam dekhta hoon
To phir main kahan apne gam dekhta hoon

Khushi jab bhi teri main kam dekhta hoon
To phir main kahan apne gam dekhta hoon

Khushi jab bhi teri
Khushi jab bhi teri
Khushi jab bhi teri

"Khushi Jab Bhi Teri " Song Info

"KHUSHI JAB BHI TERI LYRICS" Video
Latest Song Lyrics
Share on facebook
Facebook
Share on twitter
Twitter
Share on linkedin
LinkedIn
Share on whatsapp
WhatsApp
Share on telegram
Telegram
Share on pinterest
Pinterest