SAANSON KO LYRICS

SAANSON KO

SAANSON KO Arijit Singh

Saanson ko jeene ka ishaara mill gaya
Dooba main tujhme to kinara mill gaya

Saanson ko jeene ka ishara mil gaya
Zindagi ka pata dobara mil gaya
Tu mila to Khuda ka sahaara mill gaya
Tu mila to Khuda ka sahaara mill gaya
Ghamzada ghamzada dil ye tha ghamzada
Bin tere, bin tere, dil ye tha ghamzada

Aaraam de tu mujhe, barson ka hun main thaka
Palkon pe raatein liye, tere waste main jaga (x2)

Mere har dard ki gehrai ko mehsoos karta hai tu
Teri aankhon se gham tera mujhe maaloom hone laga

Tu mila to Khuda ka sahaara mill gaya
Tu mila to Khuda ka sahaara mill gaya

Main raaz tujhse kahun humraz ban ja zara
Karni hai kuch guftgu alfaaz ban ja zara (x2)

Juda jab se hua
Tere bina khamosh rehta hoon me
Labon ke paas aa
Ab tu aawaaz bann ja zara

Tu mila to Khuda ka sahara mill gaya
Tu mila to Khuda ka sahara mill gaya
Ghamzada ghamzada dil ye tha ghamzada
Bin tere, bin tere, dil ye tha ghamzada

"SAANSON KO " Song Info

"SAANSON KO LYRICS" Video
Latest Song Lyrics
Share on facebook
Facebook
Share on twitter
Twitter
Share on linkedin
LinkedIn
Share on whatsapp
WhatsApp
Share on telegram
Telegram
Share on pinterest
Pinterest