Tu ijazat de agar
Tujhse thoda pyaar main
Kar loon jaane jaan
Baith mere saamne
Haal-e-dil haal-e-nazar
Bhar loon jaane jaan
Dekho dekho ab karo na
Hum pe yoon sitam
Jaan meri ja rahi sanam
Aake bhar lo baazuon mein
Tumko hai kasam
Jaan meri ja rahi sanam
Jaan meri ja rahi sanam
Kya mohabbat hai kya nazara hai
Kal talak yeh dil tha mera
Ab tumhara hai
Kya tamanna hai kya ishara hai
Humne to pal pal tadap ke
Pal guzara hai
Haan yeh zameen ruk jaaye
Aasmaan jhuk jaaye
Tera chehra jab nazar aaye
Haan tera chehra jab nazar aaye
Tu khafa ho jaaye raat bhi ho jaaye
Din tere aanchal mein chhip jaaye
Chhup jaaye
Yaad tu jab aaye neend bhi le jaaye
Tera chehra jab nazar aaye