TERA YAAR HOON MAIN LYRICS

TERA YAAR HOON MAIN

TERA YAAR HOON MAIN Arijit Singh, Rochak Kohli

Tu jo rootha toh kaun hansega
Tu jo chhoota toh kaun rahega
Tu chup hai toh yeh darr lagta hai
Apna mujhko ko ab kaun kahega

Tu hi wajah…
Tere bina bewajah bekar hoon main
Tera yaar hoon main
Tera yaar hoon main

Aaja ladein phir khilono ke liye
Tu jeete main haar jaaun
Aaja karein phir wohi shararatein
Tu bhaage main maar khaaun

Meethi si woh gaali teri
Sun’ne ko taiyaar hoon main
Tera yaar hoon main
Tera yaar hoon main
Tera yaar hoon…

Sajna de rang rangaaiyan ve
Sagna diyan sehnaiyan ve
Dhol wajange yaar nachange
Lakh lakh deo badhaiyan ve

Khusiyan ‘ch nachda main phiraan
Hanjuan ton bachda main phiraan…

O jaate nahi kahin rishte puraane
Kisi naye ke aa jaane se
Jaata hoon main toh mujhe tu jaane de
Kyun pareshan hai mere jaane se…

Toota hai toh juda hai kyun
Meri taraf tu muda hai kyun
Haq nahi tu yeh kahe ki yaar ab hum na rahe

Ek teri yaari ka hi
Saaton janam haqdaar hoon main
Tera yaar hoon main…

Tera yaar hoon main…
Tera yaar hoon main…

Tera yaar hoon main…

"TERA YAAR HOON MAIN" Song Info

"TERA YAAR HOON MAIN LYRICS" Video
Latest Song Lyrics
Share on facebook
Facebook
Share on twitter
Twitter
Share on linkedin
LinkedIn
Share on whatsapp
WhatsApp
Share on telegram
Telegram
Share on pinterest
Pinterest