Kuch toh hai baaki tere mere darmiyan
Varna na dil pareshan hota
Kaash hum bhi hote tum ho jahan wahan
Phir kuch alag sa yeh jahan hota
Kuch toh hai baaki tere mere darmiyan
Varna na dil pareshan hota
Kaash hum bhi hote tum ho jahan wahan
Phir kuch alag sa yeh jahan hota
Meri manzilein maqsood tu
Abhi aa bhi ja mere roobaru
Kuch toh hai baaki tere mere darmiyan
Varna na dil pareshan hota
Kaise bhula doon main saanson ki woh khushbu
Jiski talab dil ko hai aaj bhi
Kyun aisa lagta hai tanha si raaton mein
Mujh bin tadapti hai aksar tu bhi
Kaise bhula doon main saanson ki woh khushbu
Jiski talab dil ko hai aaj bhi
Kyun aisa lagta hai tanha si raaton mein
Mujh bin tadapti hai aksar tu bhi
Mujhe dhoondhti teri nazar
Mujhme hai tu shaamo sehar
Kuch toh hai baaki tere mere darmiyan
Varna na dil pareshan hota
Kaash hum bhi hote tum ho jahan wahan
Phir kuch alag sa yeh jahan hota