AB TERE BIN NAHIN JEENA LYRICS

AB TERE BIN NAHIN JEENA

AB TERE BIN NAHIN JEENA Ankush Bhardwaj

Vabasta hai mere dil mein
Teri aashiqui ka aalam
Teri mohabbat mein doob gaya hai
Meri yaadon ka mausam

Tu hai mujhmein kuch is tarah
Sagar mein nadiya ho jis tarah

Aag lagaye dil mein saavan ka maheena
Maine tay kar liya hai oh yaara
Ab tere bin nahin jeena
Maine tay kar liya hai oh yaara
Ab tere bin nahi jeena

Aag lagaye dil mein sawan ka maheena
Maine tay kar liya hai oh yaara
Ab tere bin nahi jeena
Maine tay kar liya hai oh yaara
Ab tere bin nahi jeena

Mera mann aye jaaneman
Teri yaadon ka hai aaina
Darde dil darde jigar
Ab mujhse saha jaaye na

Tu mera raasta tu mera rehguzar
Naam dil pe tera likh liya
Tu ruke main rukun
Tu chale main chalun
Tu jahan main wahan saathiya

 

Aag lagaye dil mein sawan ka maheena
Maine tay kar liya hai oh yaara
Ab tere bin nahi jeena
Maine tay kar liya hai oh yaara
Ab tere bin nahi jeena

Har ek daga har mod pe
Chhoda rishton ne tanha mujhe
Rab se bas main maangu
Yaara har ek lamha tujhe

Main phirun darbadar
Main rahun besabar
Naam leke mere yaar ka
Tu meri shayari tu mera falsafa
Tu mera silsila pyar ka

Aag lagaye dil mein sawan ka maheena
Maine tay kar liya hai oh yaara
Ab tere bin nahin jeena
Maine tay kar liya hai oh yaara
Ab tere bin nahi jeena

 

"AB TERE BIN NAHIN JEENA" Song Info

"AB TERE BIN NAHIN JEENA LYRICS" Video
Latest Song Lyrics
Share on facebook
Facebook
Share on twitter
Twitter
Share on linkedin
LinkedIn
Share on whatsapp
WhatsApp
Share on telegram
Telegram
Share on pinterest
Pinterest