MAUSAM HAI PYAAR LYRICS

MAUSAM HAI PYAAR

MAUSAM HAI PYAAR Nikhil D’Souza

Socha na tha woh jo hua hai
Yoon achanak abhi
Mere saaye sa jo chala hai
Woh hai apna koyi

Kya kyun hua jaanu main na
Pal mein woh bana yaar mera

Mausam hai pyaar barse do pal
Ya hai woh ghar aaj aur kal
Jaane safar kehta hai kya
Aaine se kyun main mil raha
Main mil raha

Wo ho..

De raha hai jaane kyun dastak
Mere dil pe koyi
Dhadkanon ki suni toh jaana
Mera humdum tu hi

Kya kyun hua jaanu main na
Pal mein woh bana yaar mera

Mausam hai pyar barse do pal
Ya hai woh ghar aaj aur kal
Jaane safar kehta hai kya
Aaine se kyun main mil raha
Main mil raha

Mausam hai pyar barse do pal
Ya hai woh ghar aaj aur kal
Jaane safar kehta hai kya
Aaine se kyun main mil raha

 

"MAUSAM HAI PYAAR" Song Info

"MAUSAM HAI PYAAR LYRICS" Video
Latest Song Lyrics
Share on facebook
Facebook
Share on twitter
Twitter
Share on linkedin
LinkedIn
Share on whatsapp
WhatsApp
Share on telegram
Telegram
Share on pinterest
Pinterest