Aankhein meri sapne tere
Yeh humko kya ho gaya
Mushqil mein hoon kaise kahun
Na jaane kya ho gaya
Yeh humko kya ho gaya
Yeh humko kya ho gaya
Humko toh pyaar ho gaya
Humko toh pyaar ho gaya
Oh aankhein meri sapne tere
Yeh humko kya ho gaya
Mushqil mein hoon kaise kahun
Na jaane kya ho gaya
Raat din sochta hoon bas tumhein
Ishq hai ya nahi keh do humein
Kuch toh galat mein kar jaunga
Oh yeh dooriyan na seh paunga
Jeena dushwaar ho gaya
Yeh humko kya ho gaya
Aankhein meri sapne tere
Yeh humko kya ho gaya
Baarish meri dhadkan teri
Yeh humko kya ho gaya
Yeh humko kya ho gaya
Oh yeh humko kya ho gaya
Humko toh pyaar ho gaya
Humko toh pyaar ho gaya
Oh aankhein meri sapne tere
Yeh humko kya ho gaya
Baarish meri dhadkan teri
Yeh humko kya ho gaya