MANZOORE NAZAR LYRICS

MANZOORE NAZAR

MANZOORE NAZAR Saaj Bhatt, Srishti Bhandari

Ek akela yaar mera tu
Iklauta pyar mera tu
Tujhe dekh ke dil bekabu ho gaya

Ek tera saath hi hona
Tu lagda sab ton sohna
Na jaanu kaisa jadoo ho gaya

Dil na koi farmaish kare
Dil na koi aazmaish kare
Jabse tera deedar ho gaya

Manzoore nazar manzoore nazar
Manzoore nazar ho gaya ek tu
Manzoore nazar manzoore nazar
Manzoore nazar ho gaya

Ho woh kehnda mainu pyar karda ae
Ho haye ni meri utthe marda ae

Ab shauk na mehfilon ka
Maine khud ko sabse roka
Kuch fark sa jeene mein ab ho gaya

Dil na koi farmaish kare
Dil na koi aazmaish kare
Jabse tera deedar ho gaya

Manzoor-e-nazar manzoore nazar
Manzoore nazar ho gaya ek tu
Manzoore nazar manzoore nazar
Manzoore nazar ho gaya

Ek akela yaar mera tu
Iklauta pyar mera tu
Tujhe dekh ke dil bekabu ho gaya

Ek tera saath hi hona
Tu lagda sab ton sohna
Na jaanu kaisa jadoo ho gaya

Dil na koi farmaish kare
Dil na koi aazmaish kare
Jabse tera deedar ho gaya

Manzoore nazar manzoore nazar
Manzoore nazar ho gaya ek tu
Manzoore nazar manzoore nazar
Manzoore nazar ho gaya

 

"MANZOORE NAZAR " Song Info

"MANZOORE NAZAR LYRICS" Video
Latest Song Lyrics
Share on facebook
Facebook
Share on twitter
Twitter
Share on linkedin
LinkedIn
Share on whatsapp
WhatsApp
Share on telegram
Telegram
Share on pinterest
Pinterest