RAABTA LYRICS

RAABTA

RAABTA Arijit Singh

Kehte hain:
Khuda ne iss jahaan mein
Sabhi ke liye kisi na kisi ko hai banaaya
har kisi ke liye
Tera milna hai uss rab ka ishaara
Maano mujhko banaya tere jaise hi kisi ke liye

Kuch toh hai tujh se raabta
Kuch toh hai tujh se raabta
Kaise hum jaane, hume kya pata
Kuch toh hai tujh se raabta
Tu humsafar hai
Phir kya fikar hai
Jeene ki wajah hi yehi hai
Marna issi ke liye

Kehte hain:
Khuda ne iss jahaan mein
Sabhi ke liye kisi na kisi ko hai banaaya
har kisi ke liye…

hmm Meharbaani jaate-jaate mujhpe kar gaya
Guzarta saa lamha ek daaman bhar gaya
Tera nazaara mila, roshan sitaara mila
Taqdeer ki kashtiyon ko kinara mila

Sadiyon se tarse hai jaisi zindagi ke liye
Teri sohbat mein duaayein hain ussi ke liye
Tera milna hai uss rab ka ishaara
Maano mujhko banaya tere hi jaise kisi ke liye

Kuch toh hai tujh se raabta
Kuch toh hai tujh se raabta
Kaise hum jaane hume kya pata
Kuch toh hai tujhse raabta

Tu humsafar hai, phir kya fiqar hai
Jeene ki wajah hi yehi hai
Marna issi ke liye

Kehte hain:
Khuda ne iss jahaan mein
Sabhi ke liye kisi na kisi ko hai banaaya
Har kisi ke liye…

Share on facebook
Facebook
Share on twitter
Twitter
Share on linkedin
LinkedIn
Share on whatsapp
WhatsApp
Share on telegram
Telegram
Share on pinterest
Pinterest