Aankhon mein sapne meri
Likhta hai yaara sirf tu
Dekhun main chaahe jisey
Dikhta hai yaara sirf tu
Mere hi andar panna panna
Khulta hai yaara sirf tu
Dil ki talaashi kitni dafa li
Milta hai yaara sirf tu
Sirf tu.. sirf tu..
Sirf tu.. sirf tu.. (x2)
Bewajah tu mujhe aa ke mila
Aa mila jaane kyun?
Ban gaya tu jeene ki wajah
Ban gaya jaane kyun?
Mere hi andar panna panna
Khulta hai yaara sirf tu
Sirf tu.. sirf tu..
Sirf tu.. sirf tu.. (x2)